Hadith: in-Sha-Allah kahney ki fazillat (Hadees-E-Nabawi)

Bismillah irrahman Nirrahim Hadith: in-Sha-Allah kahney ki fazillat ( Importence of Saying in-Sha-Allah) English Translation: Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "(The Prophet) Solomon Alaihi Salam once said, 'Tonight I will sleep with ninety women ( wives), each of whom will bring forth a (would-be) cavalier who will fight in Allah's Cause." On this, his companion said to him, "Say: Allah willing!" But he did not say Allah willing. Solomon Alihi Salam then slept with all the women (wives), but none of them became pregnant but one woman (wife) who later delivered a half-man. By Him in Whose Hand Muhammad's soul is, if he (Solomon) had said, 'Allah willing' (all his wives would have brought forth boys) and they would have fought in Allah's Cause as cavaliers. " Sahih Bukhari, Volume 8, Book 78, Number 634: 
Urdu Translation: Abu Hurairah Radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Sulaiman Alaihi Salam ne ek din kaha ki Aaj raaa mein apni 99 aurton (yani biwiyon) ke pass jauunga aur sabse Ek Ghudsawar ( horse rider) bachcha paida hoga jo Allah Subhanahu ke raastey mein Jihad karega is par unkey saathi ne kaha ki In-Sha-Allah lekin Sulaiman Alaihi Salam ne in-Sha-Allah nahi kaha, phir wo apni tamam aurton (biwiyon) ke pass gaye lekin Ek ke siwa kisi se hamal nahi hua aur wo bhi nakis ( adhura) bachcha paida hua , us jaan ki kasm jiskey haath mein Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke jaan hai agar unhoney In-Sha-Allah kah diya hota to (tamam biwiyon ke yahan bachchey paida hotey) aur sab ghodo (horse) par sawar hokar Allah subhanahu ke Rasstey mein
 

Post a Comment

0 Comments