Hadith: Bachchon ko salam kiya karo (Hadees E Sharif)

Hadith: Bachchon ko salam kiya karo
( Greeeting to kids also)

Anas Bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki jab wo bachhcon ke pass se guzrey to unhoney bachchon ko salam kiya aur kaha ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam bhi aisa hi kiya kartey they (yani bachchon ko salam kartey they)
Sahih Bukhari, 6247

Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek shaksh ne Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se pucha islam mein kaunsi halat (ya baat) afzal hai Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya khana khilao aur salam karo usey jisey tum pahchantey ho usey bhi aur jisey tum nahi pahchantey ho usey bhi.
Sahih Bukhari, 6236
--------------------------------------------
Eng.Translation:
Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu : that he passed by a group of boys and greeted them and said, "The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam used to do so."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 264:

Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radi Allahu Anhu : A man asked the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam , "What Islamic traits are the best?" The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Feed the people, and greet those whom you know and those whom you do not know."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 253

Post a Comment

0 Comments