Hadith: Agar tujhe koi museebat pahuncchey to yu na kah ki agar main is tarah kar leta , bulki ye kah ki jo ALLAH ne muqaddar kar diya aur jo usney chaha kiya
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillah.
Assalamualaikum Wa RahmatullahiWa Barakatuhu
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya ek tandurast momeen ALLAH subhanahu ke nazdeek kamzor momeen se ziyada pasandeeda aur bhehtar hai , har cheez mein bhalaii talab kar jo tujhe nafaa de usmein raghbat kar ( yani uskey kareeb ja) aur ALLAH se madad maang aur Dil na haar agar tujhe koi museebat pahuncchey to yu na kah ki agar main is is tarah kar leta , bulki ye kah ki jo ALLAH ne muqaddar kar diya aur jo usney chaha kiya, kyunki lafz agar shaitan ka kaam shuru kara deta hai
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 79 - Sahih
---------------------------------------------
Narrated Abu Hurairah may ALLAH be pleased with him The Messenger of ALLAH Peace be upon him said: “The strong believer is better and more beloved to ALLAH than the weak believer, although both are good. Strive for that which will benefit you, seek the help of ALLAH, and do not feel helpless. If anything befalls you, do not say, “If only I had done such and such.†Rather say, “Qaddara Allahu wa ma sha'a fa'ala (ALLAH has decreed and whatever He wills, He does).†For (saying) 'If' opens (the door) to the deeds of Satan.- Sahih

0 Comments