Mayyat Ke Saath 3 Cheezain Chalti Hain

 Mayyat Ke Saath 3 Cheezain Chalti Hain
Bismillah irrahman nirrahim
Urdu Translation:
Anas Bin Malik Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi asallam ne farmaya mayyat ke saath 3 cheezain chalti hain 2 wapas aa jati hai sirf ek kaam uskey saath rah jata hai uskey saath uskey gharwaley, uska maal aur uska Aamal chalta hai gharwaley aur uska maal to wapas aaa jate hain aur uska amal uskey saath baki rah jata hai.
Sahih bukhari, Vol 7 , 6514
English Translation:
Narrated Anas bin Malik Radiallahu anhu : Allah's Apostle said, "When carried to his grave, a dead person is followed by three, two of which return (after his burial) and one remains with him: his relative, his property, and his deeds follow him; relatives and his property go back while his deeds remain with him."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 521
 Post By Mubasher

Post a Comment

0 Comments