Hadith: Har peeney wali cheez jo Nasha laye wo haraaam hai

 Hadith: Har peeney wali cheez jo Nasha laye wo haraaam hai

Aap se Sharaab aur juye (gambling) ke baarey mein puchtey hain kah do inmein bada gunaah hai aur logon ke liye kuch faydey bhi hain aur unka Gunaah unkey Nafaa se bahut bada hai 
Al Quran, Al-Baqara, Ch. 2, Verse 219
Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya Peeney ki wo har cheez jo Nasha laney wali ho wo Haraam hai
Sahih Bukhari, Vol , No. 242

English Translation:
Hadith: All drinks that produce intoxication are Haram (forbidden to drink).
They ask you concerning alcoholic drink and gambling. Say: "In them is a great sin, and (some) benefit for men, but the sin of them is greater than their benefit." 
Al Quran, Al-Baqara, Ch. 2, Verse 219
Narrated Aisha Radi Allahu Anha The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "All drinks that produce intoxication are Haram (forbidden to drink).
Sahih Bukhari, Volume 1, Book 4, Number 243: 
 

Post By: Mubasher

Post a Comment

0 Comments