re : Avoid Disastrous Truth

Avoid Disastrous truth  k lye
 buhat si ikhtlafi mails ayi hain reply main 

 


is mail me jo  likha gya yh matter aik HAdees Mubrk main bhi milta hai 

lekin Qk mujhe Woh hadees Mubrk sahi yaad nahi is lye Refrence nahi dya 

 lekin esa hai mene khud parha hai ethentic 

kh

 

 3 jagah pr jhot bola ja skta hai 

 2 log main sulah krane k lye 

 wife k khsh krne k lye 

aik aur jagah hai woh yaad nahi

 

 

 mtlb esi gher-haqeqi baat khna 100 % jis m bhlayi k pehlu ho 

 ksi k nuqsan nahi ho 

aur MQsd sirf aur sirf Islah ho 

 aur khmoshi se guzara na ho bolna zarori ho 

 aur sch bolna halakt ya tbahi la rahi ho 

 to us muqam pr ijazt hai 

 aur us k hum jhot nhi khein ge 

 us ka naam hi stratgy ya Maslehat hai.

 

 Galti Kotahi Allah Muaf  frmye 

 

 yh sahi hai k contradictory 

 ya un-clear baat distiribute nahi krna chahiye 

 

 Its my Mistake 

 

 I ask forgivenss.

 Heartily sorry.

Post a Comment

0 Comments